Tanaza ya waqia kaise report karein?
Kisi bhi qisam ki khilaf warzi, jhagre ya waqiay ko report karne ke liye barah-e-karam hamari Support team se rabta karein. https://indrive.com/contacts/support par ja kar ya in-app chat ke zariye contact karein, aur jo kuch hua us ki tafseelat aur saboot faraham karein.