Tasdiq: Is mein kitna waqt lagta hai?

Tasdiq: Is mein kitna waqt lagta hai


Tasdiq apki upload ki gayi tamam maloomat ko check karne ka amal hai. Aam tor par is mein 24 ghante tak lag sakte hain.

Jab hum apko mutla karein ke tasdiq mukammal ho gayi hai to ap ride ki darkhwast qabool karna shuru kar sakte hain.


Meri maloomat ki tasdiq nahi hui


Jab hum apko mutla karte hain ke apki profile ki tasdiq nahi hui hai to apko wajah bhi batayi jati hai. Barah-e-karam tamam ghalatiyan check karein aur zaroori maloomat dobara upload karein.